Privacy Policy
Hum registration par aapka naam aur email lete hain, aur aapke test aur practice results save karte hain taaki aapko progress, rank aur analysis dikha sakein.
Aapka password hashed form me store hota hai. Hum aapka data kisi third party ko bechte nahi hain.
Site login ke liye session cookies use karti hai.
Aap apna account aur saara data Dashboard → Profile → Delete account se khud delete kar sakte hain. Registration par aapki sahmati (consent) ka samay save hota hai.